1 Chapter


Just the Two of Us Log kehte hain ki har pyaar ki ek kahaani hoti hai. Yeh bhi ek love story hai... Bas thodi alag. Yeh kahaani hai ek beti aur uski Badi Maa ki. Un chhoti-chhoti baaton ki jo shayad kisi aur ko kabhi nazar na aaye. Un hansi ke palon ki, un aansuon ki, un daanton ki, aur uss pyaar ki jo kabhi lafzon mein poora bayaan hi nahi ho paaya. Yeh sirf yaadein nahi... Yeh Aashvi ki zindagi ka sabse khoobsurat rishta hai.
1 Chapter

Write a comment ...